Maa Ke Liye Shayari | माँ पर शायरी
Maa Shayari in Hindi: एक माँ ही होता है जो अपने हर ग़म और दर्द को नजर अंदाज करके अपने बच्चो के लिए सब कुछ करता है. और बदले में उनको सिर्फ काम ही काम करना पड़ता है न कोई चोटी ना कुछ दिनों आराम करने लिए कुछ वक़्त चाहे वो बीमार ही क्यों न हो. अगर आप भी मेरी तरह अपने माँ से बहुत प्यार करते हो और उनके लिए Best Maa Shayari Quotes देख रहे हो. तो हिंदी माँ शायरी सिर्फ आपके लिए.
आप अपने माता पिता के कुछ वक़्त न ही क्यों निकल सकते हो. पर उनको ये जरूर महसूस करा सकते हो कि आप भी उनसे बहुत प्यार करते हो.
Pahadho Jaisa Sadme Jhelti Hai Umar Bhar, Par Ak Aulaad Ka Taklif Se Maa Tut Jaati Hai |
Chaalti Firthi Ankho Se Ajaan DeKhi Hai Humne Jannat To Nahi Dekhi Par Maa Dekhi Hai |

Mujhe Maaf Kar Ye Khuda Juk Ka Karo Tera Sajhda Tujhse Bhi Pahli Maa Mere Lye Na Kar Kavi Mujhse Maa Se Juda |
Nind Bhi Bhala In Ankho Me Kaha Ati Hai Bhut Arse Se Meri Maa Ko Jo Nhi Dekhi Ha |
Maa Ki Aajmat Se Acha Jam Kiya Hoga Maa Ki Khidmaat Se Acha Kam Kiya Hoga Khuda Ne Rakh Di H Jin Ke Kadmo Me Jannat Socho Yaro Unke Sar Ka Mukam Kiya Hoga |
Na Koi Asman Hote Na Ye Jamin Hoti Maa Agar Aap Na Hoti |
Jinke Hone Se Aj Main Khuda Ko Mukammal Manta Ho Mere Raab Ke Baad Main Bas Aapni Maa Ko Jaanta Ho |
Khubsurati ki Intha Bepanaah Dekhi Jab Humne Muskurati Hui Maa ko Dekhi |
Best Maa Ke Liye Shayari Quotes
Jannat Ke Har Laamha Didar Kya Tha God Me Uthakar Jab Meri Maa Ne Pyaar Kiya Tha |

Yu To Humne Bulandiya Ke Har Nisaan Ko Chua Par Jab Maa Ne God Me Uthaaya To Humne Asman Ko Chua |
Vo To Likha Ke Layi Hai Kismat Me Jagna Maa Kaise So Sake Ki Beta Safaar Me Hai |
Sakht Raho Mein V Asaan Safar Laagta Hai Ye Meri Maa Ki Dua Ka Asar Lagta Hai |
Maa Teri Bhut Yaad Satati Hain, Mere Pas Aa Jao. Thak Gaya Main, Ab Mujhe, Aapne Anchal Mein Sulao. Ungliya Aapni Per Kr Balo Me Mere Ak Bar Fir Se, Bachpaan Ki Loriyaa Sunao. Shayari On Maa |
Mange Par Jaha Puri Mannat Hoti Hai Maa Ke Padho Mein Hi To Jannat Hoti Hai |
Jab Tak Raha Ho Dhup Me Chadar Bana Raha Main Aapni Maa Ka Akhri Jevar Bana Raha |

Sona Sona Sa Mujhko Ye Lagta Hai Jab Maa Ghar Nahi Hote To Bahut Darr Sa Lagta Hai |
Bukh To Roti Se Bhi Mit Jati Maa Agar Thaali Vo Roti Tere Hath Ki Hoti |
Ak Maa Hi Hai Jo Tumhare Rone Pe Rote Hai Aur Baaki Puri Duniya Hi To Sirf Majaak Banati Hai. |
Read More